Khat Iss kisse ki shuruaat hoti hai Jab ek ladka ek ladki ko khat likhta hai Par woh aisa iss khat mein kya likhta hai? Kehte hai masoomiyat se kahe gaye alfaaz Seedha dil tak pohonchte hain Yeh khat aise hi ek masoom ladke ne Apne bachpan mein sajaaya tha Sochta tha pehli nazar mein pyaar? "What the hell! Is it even real?" But yeh kahaani sunke laga ki Bollywood movies are just so real (Haan Haan) Dosti ki shuruaat Jab likha ek masoom sa khat usne Pata chala pehli nazar mein pyaar tha munkin Usne dekha apna dil lut te Likhi yeh chitti after a few months these guys met It was the sweetest thing ever But they didn't really start going out back then Because she took a lot to get impressed Aankhon se aankhein nahi milti thi Woh baat karne ki wajeh dhoondhta Par baatein nahi milti thi Jaise zindagi ki saari mehnat Iss masoom se ladke ko karni padi Dekho dekho bazaar mein mil rahaha hai pyaar Chand lamhe hai tumhaare paas Start early just like FIITJEE Aesi hi nahi mere mama ko maami milti Dekho dekho bazaar mein mil rahaha hai pyaar Chand lamhe hai tumhaare paas Start early just like FIITJEE Aesi hi mere mama ko maami nahi milti He went from 'Computer Waale Bhaiya' to 'Mora Saiyaan' Jab diya remote access tha uss ladki ne Kahaani badaldi ladke ne furti se Jab aayi woh waapis, ek dil dekha usne "Anything for you" was the changed wallpaper He meant 'I love you,' just bina kehkar Ab bichaare mama bohot zyada ghar saaf karte hai Maami ko safaai ka thoda OCD hai (Awkward Silence) Afterall, love is blind But all this reminds me of the things that are beautiful in life Aur ab mere mama ki bhi hogi ek wife! Dekho dekho bazaar mein mil raha hai pyaar Chand lamhe hai tumhaare paas Start early just like FIITJEE Aesi hi nahi mere mama ko maami milti Dekho dekho bazaar mein mil rahaha hai pyaar Chand lamhe hai tumhaare paas Start early just like FIITJEE Aesi hi nahi mere mama ko maami milti Hum aksar kahaaniyon ki shuruaat ko unka ant samajh lete hai Filhaal toh yeh do zindigiyon ki ek nayi shuruaat hai