Yeh latt ke maikhaane, Hain badan ke vash mein Yeh jalte zamaane ka Kya matlab hai sach mein? Yeh latt ke maikhaane, Hain badan ke vash mein Yeh jalte zamaane ka Kya matlab hai sach mein? Woh bikhri deewarein, Jo basti hai mann ke ghar mein Kaalikh se judi eetein Simat ti hain phat se Woh nakaam iraade De jaate hain bahaane Agar dil ke samundar mein na doobe, Tabhi tum ho haare Bichaare kalaakaar Bichaari yeh awaam Kahaaniyon mein uljhee, Yeh shabdon ke putle Bichaare kalaakaar Bichaari yeh awaam Kahaaniyon mein uljhee, Yeh shabdon ke putle Woh sehmi dishaayein Lejaati hai mann ko Jahaan jalte zamaane ka Matlab hai khud se Jahaan jalte zamaane ka Matlab hai khud se (Khud se) (Jahaan jalte zamaane ka matlab hai khudse)