Mila dil chupa hua ek raaz me Kare aasma bayan aaj ye Hume milna tum kahi kisi raat me Poocho na mujhse tum mera haal ye Karta khwahish unko paane ki Duayein bhi zamane ki Khushbuyein hawayein thi Mera sapne ye thukraye nahi Jannat to banayein please Pallu to hatayein ji Tera sarfira sa aashiq hu mai jaana Humse manmila tha chaand bhi hai jaana Wo dikhti jaise khushiyo ka khajana Saath bhi ghar unke humko hai basana Dil chhupa ke, haan mila ke Haan mein mere tum Muskurati, kehti mujhse Dedo saare gham Saazish kya hai jaana, batana Chhodna ye kya soche zamaana Fizool ki hain bakte saare bas Aajao paas mere, kar koi bahana Ginti ke, 4-5 ghante milte hum Har hafte ho saath, toh bhi padte kam Toh bhi padte kam Mila dil chupa hua ek raaz me Kare aasma bayan aaj ye Hume milna tum kahi kisi raat me Poocho na mujhse tum mera haal ye No wake and bake,now i get up and check on my main She looking a player from my favorite video game The way she healed me up, i like to call her sage On the same page with the same pace All the memories we made I just hope they never fade I like to take her to my place Looking in her eyes Got me hypnotized Can't find my mind When she is by my side I give her the keys to my ride Baithe side mein wo, yeah we on a ride Chup si wo thoda, as we glide thru the skies Through the clouds, hum hain high Kaafi grounded wo, hum karte crash and slide Yeah we set for the night, karu set for my life NIFT se bhi fly, leta fashion mein rai Rehti aish mein wo, cash rakhe jeb mein toh Kar ni paata hu decide, rakhu dil saamne or should i hide Mila dil chupa hua ek raaz me Kare aasma bayan aaj ye Hume milna tum kahi kisi raat me Poocho na mujhse tum mera haal ye