Thoda be-asar, Thoda be-sabar Guzra Har pehar, Hai yahan Firta darbadar, soone rehguzar Dhundhe har nazar, rasta Wo manzar hain laapta Bekhud main, betaab sa... Kyun hain beete wo baras, sookhe hain wo darakht, jinse hai begaraz wastaa Guzare dinfaraz unse hain ye araz, laut aaye besabab ikdafa Kyun ye dil anjaan hai, ya fir nadaan hai, sunta farmaan hai, waqt ka... Fir bhi jaan hai, zinda armaan hai, goonja ailaan hai sakht sa... Ujli wo sahar, dhalta wo pahar Shamein zard si, hai jahan Zarkhaiz hai zameen, chhat hai aasma Or ek ansuni dastaan Wo manzar hain laapta Bekhud main, betaab sa... Kyun hain beete wo baras, sookhe hain wo darakht, jinse hai begaraz wastaa Guzare dinfaraz unse hain ye araz, laut aaye besabab ikdafa Kyun ye dil anjaan hai, ya fir nadaan hai, sunta farmaan hai, waqt ka... Fir bhi jaan hai, zinda armaan hai, goonja ailaan hai sakht sa...!