Kyun teri zindagi Ruki hui si lagti hain Ek baar tu aankhein kholde zara Teri hi hain yeh zameen, tera aasmaan Pal yeh pal jo chalein jaate hain Kyun tujhko tadpaatein hain Mere yaara sunle zara Kehti hain kya tujhse yeh khaamoshiyan Teri hi hain yeh duniya Khud ko bhula mat tu Matlab tu dhoondta kyun Khud me samaya hain tu Kyun yeh madhoshi mein Tu jee raha hain Hain ghadi ke kaante tere aage Jab tak tu na uthe, uthke bhaage Kyun tere kadam yeh Yun tham se gaye hain Yu na muh modh le, aage badhta ja Raasta roke koi, tu na ladkhadha Teri hi hain yeh duniya Khud ko bhula mat tu Matlab tu dhoondta kyun Khud me samaya hain tu Sahara le tu apni panah se Goonjenge alfaaz tere iss jahan mein Chal ab saath tu mere yaara Tujhko pukaare yeh jahan saara Kyun teri yeh dhadhkan Khaamosh ho jaati hain Ek baar tu bhi iss junoon mein jhoom zara Jaise baarish ki boondon ki mastiyaan Teri hi hain yeh duniya Khud ko bhula mat tu Matlab tu dhoondta kyun Khud me samaya hain tu Dhal jaayegi yeh raat Chhodna mat tu apna saath Tu jeeya hain aur jeeyega Kehti hain teri harr saans