Kishore Kumar Hits

B-Leaf - Aabshaar şarkı sözleri

Sanatçı: B-Leaf

albüm: Songs That I Want To Delete


Maine socha nahi
Maine jaana nahi
Dhadhkan ruk si gayi
Dil tera bhi toota
Par tune bujha hi diya jo laayi main mashal
Aur pyaasa reh gaya yeh aabshaar
Ab galtiyan hi mere saath
Main adhuri tu adhura
Yeh din bhi aayega
Aisa sirf mera ek darr tha
Sochte main reh gayi
Aur sapna toot gaya
Jaane tujhko diya
Par maine nahi chaaha
Par tune bujha hi diya jo laayi main mashal
Aur pyaasa reh gaya yeh aabshaar

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar