Kya hun main ik musafir in kaafiro ki basti main Kyun beh raha yeh mann mera bin saahilo ki kashti main Kadmon par galiyan Rukne par tera ghar Dhoondti aankhon ko tujhse pheru Ab kisse mere mukhtasar Jab mumkin na hi the, gehraiyon ke yeh dar Na dekha voh mandir aur na kyun dekha yeh mazhar Tabaah rishtein ab kya Hi mere dum par Musafiron se ab tark Aate jaate tu kam kar Mushkilo ke paimane ab unche kuch tere Kyun cheekhein ab khamoshi yeh poochein hain mere Mushkilo ke paimane ab unche kuch tere Kyun cheekhein ab khaamoshi yeh poochein hain mere Kyun bhure in rangon se tu dekhe ab duniya Na utha ab nazrein jab na chahein tu khushiyan Khabar haan khabar Na aayi un jaanon se Sabar haan sabar Rakh banaya ab saalo se Bhula bhatka na main raaho ka basta Thukraya bhikra ab chhupkar main hasta Dhundhli manzil kis or jaata yeh rasta Ab hasi hain kam, aankhon pe aansu hain sajta