Jeevan kaisa Jis mein gam na ho Pal pal guzra Jaise kal na ho Jeevan kaisa Jis mein gam na ho Pal pal tarsa Jaise tanha ho Seedhi saadhi baaton mein Gum sum tanha si raaton mein Aana jaana laga rehta Tera meri inn yaadon mein Raahon mein Aanhon mein Sunsaani teri Panaaho mein Mera dam sa gut ta Jee na lagta Ab teri inn baahon mein Saansein meri gum sum Dam na jism mein ab mere maun Jeevan ki gaatha ruk ke bhala jo dekhe wo kaun Jeevan kaisa Jis mein gam na ho Pal pal guzra Jaise kal na ho Jeevan kaisa Jis mein gam na ho Pal pal tarsa Jaise tanha ho Baatein sun sun bada yuh main hone jo laga tha Vaadein bun bun darr pe pirone main laga tha Teri sun kar khud ko yuh khone jo laga tha Sab sudh budh tyaage tera hone ko saja tha Dil tod phod aisa jeena bhi saza tha Kaisa tol mol main bhi maun hassa tha Meri aankhein band mann iss mein razza tha Likhdu main kuch bhi Hassa hai Rab mujhse khaffa hai Mila dard mujhe hai Jeevan rasta hai Sangam jachta hai Manav rachna hai Teri saanson ki bhardi Itni kamiyaan hain Meri aankhon se behti Keval nadiyan hain Teri saanson ki bhardi Itni kamiyaan hain Meri aankhon se behti Keval nadiyan hain ki Jeevan kaisa Jis mein gam na ho Pal pal guzra Jaise kal na ho Jeevan kaisa Jis mein gam na ho Pal pal tarsa Jaise tanha ho