Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Kis baat ka shaq hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Tujhe kis baat ka shaq hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Ye jeevan hai na Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Mere jeevan ke baare mein main Kitna bhi bolu saala kam hai Ye likh likh 32 gaane tere aage baithe Itne bhi kam hai Kya khaak main bolu Jeevan ko na tolu Raaton mein tatolu Dil cheer ke kholu Madhosh sa sochu mera kalam ameer hai Bas itna main jaanu ki kya Kehat kabeer hai Noto ki gaddi jo haath me, us din mawali nawab mai Dedh botal madhuri andar jab,nochunga sabke naqaab mai Bhaang ka gola zaban pe, dhua sab bhole k naam pe Naachegi chanda fir kothe pe, bistar pe chakhunga paan mai Mohalla me baste shaitan hai,yaar harami pisach hai Haije sa faili manhoosi to,bahne bhi sabki badnaam hai Sadak pe maut ka kua hai,ladke bane chale saddam ye Lava bhi seene me mere,laga na du gharpe hi aag mai Dharti k neeche hai kuch bhi nahi, Narak yhi,janam nahi,maran sahi Hai haath me chaabi jiske Wo raato me karte ayyashi Din me murder Fir wo bante matri Andher ye nagri raja chaupat Karta jadoo kala wala Inki sachai na laata saamne koi bhi tantri Ho rha hu pagal mai,dimaag me zeher ki boonde hai ubli Uljhi duniya,bujhti mashale man ki,ummede kuch nahi Iska ek hi hal hai,kanoon lu haath me,barood ko seene me baandh k Sheher k beencho beench,button du daab mai Boom Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Kis baat ka shaq hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Tujhe kis baat ka shaq hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Ye jeevan hai na Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai Jeevan Anant hai