Jaltaa saawan saath jale Raina Mache halchal Dhaltaa dikhe mohe dinkar Rain ke bandhi raat ko bhaagein Dhoondhte hain apnaa kal Aakhein rahein band Dhundlaa sab Mera kaanpe badan jale saawan Geeli ye mitti kasti hai dhaage Dhastaa tan kheeche daldal Main dekhta Kaise badle samaa Raat ki jeb mein kya Dhoondhta Beete kal ke nishaan Phir se na hui jo subah Jhund mein khadaa Par akela raha Saath khade sab na saath kisi ka Yahaan mere paas tu aa Bheed mein jhaank bataa Kaun Mera? Kaun Mera? Kaun Mera? Kaun Mera? (Yeah) Main dekhta Das taangein main kekdaa Kaale gutter ka kutta hoon Main chaar taangon pe rengta Main devtaa Dhass mohe banu main nevlaa Dekh na Aakhein gulaab main jota hoon Aakhein sharaab main bewdaa Hui subah Naya din hai kahaan? Raat ki jeb mein chhupa Dhoondhta Har bandhi yahaan Ghar ka raasta Jhund mein khadaa Par akela raha Saath khade sab na saath kisi ka Yahaan mere paas tu aa Bheed mein jhaank bataa (Kaun?) (Kaun?) (Kaun?) Kaun Mera? Kaun Mera? Kaun Mera? Kaun Mera? Chaltaa paidal kaaga Udnaa hai bhoola Par mein baandhe taala Phirta hai yahaan Raasta le jaaye kahaan? Raahi poochta Aashiyan vo paaye jahaan Vo dagar kahaan? Kaun Mera? Haan haan haan Kaun Mera? Yahaan Kaun Mera? Haan haan haan Kaun Mera? Yahaan