Bhar mere muh mein mitti Nihaar mujhe Thook de Tod de badan paa tripti Savaar mujhe Moot de Bhookh lage kha mera dil bhi Jalaa mere phephde phook le Kha meri rain kha din bhi Cheer mere cheer sab loot le Ghoor meri aakhein angoor si Dabaa ke nikaale sharaabein Vo botalein tod ke peeche bhi Bhaageinge khoon ke pyaase Junoon bataa ke hum Gaadeinge laashein Vaise toh main shaant par yahan dorhe pade Mere naam ki kahaaniyon se chhore bhage More chaalon ki baatein kholenge agar Khaulaa mera khoon toh fir sabke yahan Lode lage (haan) Jaaga main neendon se Bhaaga main bheedon se Daaman phir bharaa ye chheton se Khoon bahaa mera par theek hoon main Jhooth bola baby Sorry thoda dheet hoon main Fikar kya hi ho fakeer ki Jo nadi se bicchde vo neer ki Bante dekha maine chheeton ka talaab Mere lahu ki sharaab piye tu Shamsheer si Khooni darindon ki aakhein Parindon si saaf Beejon se bote Hum ginte ni laash Arre bhai kaisa tera badlaa svabhaav? Itne toh neech kabhi bante ni aap Dhass denge saanp Kashti pe aag Bajte ye kaan Raste pe kaanch Uspe hi naach Tedhe vichaar Maangu ilaaj Apne hi aap s- Kya Hum kiye? Jo raat Aaye Ye mere din Kyu dhalein? Kalima Kyu Chhaye? Aisi jagah Dhoondein (Kyu har jagah dhoondein hum aisi jagah) Chain jahan Paayein (Haan milega zaraa sa chain vahan) Bulbul jahaan Bole (Jo bolta hai bolne do sara jahaan) Raina mujhe Khaaye na Mann mein dabaa ke jo rakhoge Niklega fatt ke gussa Baatunga aandhi paros ke Mere andar ka ye hissa Mann mein dabaa ke jo rakhoge Niklega fatt ke ye gussa Saari bhadaas main thook ke Lagne de tujh ko ye kissa