Kishore Kumar Hits

Samar Mehdi - Aazaad (Stripped) şarkı sözleri

Sanatçı: Samar Mehdi

albüm: Aazaad (Stripped)


Ye ummeedo.n mei.n kya dhal raha hai?
Ke dil ka mausam badal raha hai
Khul gaya aasmaa.n!
Mai.n aazaad hoo.n
Haan, mai.n aazaad hoo.n
Haan, mai.n aazaad hoo.n

Ab na roko ke mai.n chal chuka hoo.n
Ke girte-girte sambhal chuka hoo.n
Ae! Mushkilo.n, suno!
Mai.n aazaad hoo.n
Haan, mai.n aazaad hoo.n
Haan, mai.n aazaad hoo.n

Aaj mai.n aazaad hoo.n, to ye tay ho gaya
Aaj mai.n aazaad hoo.n, saj gayi kahkashaa.n!
Aaj mai.n aazaad hoo.n, goonjti hai fiza!
Aaj mai.n aazaad hoo.n, khul gaye baadbaa.n
Aaj mai.n aazaad hoo.n, to ye tay ho gaya

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar