Jab gir jaaye haathon se Bastey naseebon ke Na jeene ke bahaaney hazaar Dil ko tu sambhal mere yaar Is jigrey mein in hasraton ka Phir koyla jaley Khuddaron ke andaazon se Jalta hai yeh zamaana Na behlaate woh Dilon ko Sunte na woh bahaana Saaz-o-saaman se tu Na kar dilkashi Pehchaan teri kahin yun na Kar le khudkushi Baqaayada is duniya mein Aasaan shaamil ho jaana Chalke dooojon ke raston par Manzar manzar kho jaana Takaaza waqt ka dilon pe bhaari maine maana Kambakht waqt hi sikhaaye aasmanon ko aankhen dikhaana Khuddaron ke andaazon se Jalta hai yeh zamaana Na behlaate woh Dilon ko Sunte na woh bahaana Jab gir jaaye haathon se Bastey naseebon ke Na jeene ke bahaaney hazaar Dil ko tu sambhal mere yaar Is jigrey mein in hasraton ka Phir koyla jaley