Anjaane mein banaye aise faasle Sudhana ateet kuch na saath de Tu phir bhi rehti hai khayalon mein ab saath mein Ankhon ke aage ab kitne sawaal the Tere attet ke nishaan mujhe kat te Raat mein kharochte nishaan the Tu bole sach toh khudse bhagte Tere bina toh ab yun ghar mein aati saaans na ye Samay aur ghadi ke kaante ab ruke na Mann ki aawazon ko bhi ab koi sune naa Sab apni dhundon mein hi gum rehte aaj kal Kisi ko khudi ki na parwah toh ab mujhe kya Main toh gum, ghar ki khoj mei Aas paas toh ab dikhta bas afsoos hai Ye saari chahate ab jaati mujhse duur kyu Mazaaron ke khayal rehte meri soch mein Khauf ek, aaye maut naa Tu sath toh sasoon ka lagta mol haa Akele na samajh ab aate hai raat din Tu sath toh main ghar ki karta khoj naa Seeshe ka makaan aur fasa anjaanon mein Muskuraya hi nahi hun ab main saalon se Kab tak khudi ke hum bas jhoot ko sambhalenge Fasata jaa raha hun main ab bahanon mein Teri inn nazron mein jabse gira main Apni aawazon se hi rehta hun ab ghira main Saachi se duur bas ab ek gila hai Vajood aur sukoon bhi na mila hai Ab ankhon mein ankhen dalni haq se Purana noor aur chahiye ghar hai Marz mila mujhse duur rehke sabse Par tere pass meri saans mera kal hai