Kishore Kumar Hits

Sammad - Kaisa Paisa şarkı sözleri

Sanatçı: Sammad

albüm: Aaj Raat Ki Peshkash


(Sammad)
Drive thru khaana 10 piece
Boy don't test me
Bombay se aa gaye Delhi
Make em go (Ahh) bolo nelly
No furtardo, bhai kabhi sach bhi bata do
Gang shit waali mehfil
Toxic milawat (wasted)
Mulaqat uske Maa baap ke saath
Pocket main paanch from the shit that I flipped
Ye these kids is addicted
Naatak mat karo main jaanta tu jaanta hai
UberXL jaanta Raasta ka rasta ay
Ho gaya haathsa ussi gali main
Rishtedaar dekh ke sochte hain kamine
Oh Tera laadla beta usko 2500 ka 5g becha
Vyasani hi nahi, kaafi hai dumb
Milta hoga isko yeh from his mum (sorry)
Yeh hai vaisa paisa
Gadde ke neeche paisa
Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa
Yeh hai kaisa paisa
Almaari ke peeche paisa
Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa
Yeh hai vaisa paisa
Gadde ke neeche paisa
Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa
Yeh hai kaisa paisa
Almaari ke peeche paisa
Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa
(Quest)
Sone ke liye gadda nahi Yaha paiso ki gaddi hai
Gard leke dard dene wali joh ye hassi hain
Zindagi badi haseen hain bas galat mod pe phasi hain
Aur meri lal aakhein joh 2 dinn se jagi hain
Sulade tujhe takiye ke niche ghotke
Bhokne wale kutte fir dekh kaise chup hain
Baat nahi karte kyu yeh laaton wale bhoot hain
Chikega koi sach yaha marte fir achoot hain
Tujh jaisa ham hai fir bilkul, nahi
Pustak ko uske aavran se aake, nahi
Tamancha naache jaban pe charche, nahi
Akkal ke dushman rakhte bagal mein, nahi
Oh tu sab asli hai iss khel main
Accha theek hain
Oh tu haiwan jo karta dher hai
Accha theek hain
Tujh jaise bikte dozen se iss sheher mein
Saare sher hain par dekho toh yaha chabuk ka khel hain
Ghume dinn raat jaise zindagi padi 6 hain
Baaten kare badhi lekin jeebon mein toh chedh hai
Life is a beach jo karti fir raet hain
Main track se hatta nahi
Jaise chalti koi rail hain
Saare kare hype jump jaise lagi koi sale hain
Aur mere sath baithi teri mademoiselle hain
Aur sab ko chahiye paisa paisa
Kare yeh kare yeh paisa paisa
Jeene ki kimat se hota hi hain kuch aisa aisa
Yeh hai vaisa paisa
Gadde ke neeche paisa
Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa
Yeh hai kaisa paisa
Almaari ke peeche paisa
Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa
Yeh hai vaisa paisa
Gadde ke neeche paisa
Thullo ke geele sapno main jo rehta paisa
Yeh hai kaisa paisa
Almaari ke peeche paisa
Jeene ki keemat se hota hi hai aisa aisa

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar