Aankhein kholi maine dekha yeh jahaan Aankhein band hoti behtar hee dikhta Jaaney khushiyo ka kya karta hai insaan Jaane bin jaanu jaaana hai kahaan Baatein hi baatein mai karu Phir chupta mai raaton kyu hu Chupan chupaayi khud hi mein Phir ghusta ilaako mei kyu yun Suntey na meri Yeh phir hera feri Kheenchu kamar ko Ishaaro se teri Tu meri main mera Man mera andhera Sandesha jo bheja Samay pe savera khula Bulate mujhe par mai jaata nahi Chaahta hu gaana par gaata nahi Kehte vo mujhko kuch aata nahi Likhu dilo ki bas Kuch zyada nahi Likhu dilo ki bas Kuch zyada nahi Mujhmein Main ghum hu Jazbey Ki dhun sun Sun ke Khwaabon ka ikhteyaar baitha hai Mujhmein Mujhmein Main ghum hu Jazbey Ki dhun sun Sun ke Khwaabon ka ikhteyaar baitha hai Mujhmein Sapno ki nao main yun has ke chalaau Kass ke bastey taang rastey pe paao Na hai yeh Kismat ya ittefaq Chu lun mai chadte din mei taj Kholu mai pardey toh lo talaashi Basti yeh aisi ke jeewan se sasti hai maut Manda insaan par mehnehga yeh daur Daye pe kamayi aur dao pe burayi Chalti chalayi toh chal ke chhal Kya hai bhalayi na padta farq Naa yeh kabhi jeetey pal bas dhundey phal Main insaan bana a safal Main kisaan tabhi karta bijaayi bina chaahey dhan Panney bhartey hi Pal do palkon ki chaao ghar Umeed hai kalam Behka dil besharam Behta chalan jo bhi likha vo kitaabo mei dafan Kisi ko batana mat chup Jaa ke bak du ab jo bhi tha chupana man mukt Teer daga mera Baand kheech daala Baithe Mantri jo Chutiyo ke raja Bees-bees ka tamacha Chaabi ghum muh mei taala (uh) Kaise main bhulu jo maine kaha Sippin on the monk phir bhi seedha khada Mil tu kintu rakh distance Zindagi yeh bikti nai bindu pe akshar Aksar ain't making no sense (oye) Faltu ke jhanjhat nai sunta main Farzon ko mile nahi nao Dhue jaise kash kyu udaun Dikhun kaafi sakht kaafi brown Tarfein naa koi Akele mein lutf Sadkon pe gau Ya rahu main chup Mujhmein Main ghum hu Jazbey Ki dhun sun Sun ke Khwaabon ka ikhteyaar baitha hai Mujhmein