Kishore Kumar Hits

Ali Safdar - Ya Imam E Zamana şarkı sözleri

Sanatçı: Ali Safdar

albüm: Aap Pe Dil Hai Fida Jaan Hai Fida 2014-15


Ashqoon se likh raha hu areeza mere hoozoor
Mujhko yakeen hai aap parenge isse zaruur
Dushman kii har taraf se hai yalgaar aayiye
Aajayi ye ab aayiye ab aa bhi jaayiye
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2
Laashe utha rahe hai azaadar subho shaam
Seene pe hath laab hai labaiyak yaa imam
Naara laga rahe shahadat ka pee ke jaam
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2
Phir sar utha rahe hai yazeedi yaha waha
Hai tang momieno pe zameen aur aasmaa
Zulmo sitam ki dhoop me hai aap saayeba
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2
Dil se gham e hussain nikala nahi kabhi
Sar zaalimo ke dar pe jhukaya kabhi nahi
Jo aap se hai ishq chupaya kabhi nahi
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2
Aulaad e fatema pe ab bhi sitam rava
Hai karbala me ek nayi karbala bapa
Dil se nikal rahi hai bs ab toh yahi dua
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2
Har sher har zameen hai aaqa lahu lahu
Gulshan lahu lahu hai toh sehra lahu lahu
Isse hua furaat ka daryaa lahu lahu
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2
Tasve yazeedyat yuhi dhaate rahenge hum
Firoonyat ka naam mita rahenge hum
Abbas ke alam ko utha te rahenge hum
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2
Jaan apni ye zabar dare zehra pe vaar na
Naa haar na h mominoo himat naa haarna
Apne imam e waqt ko yunhi pookarna
Ya imam e zaamaa ya imam
Aap ke muntazir hai ye gulam +2

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar