Soch meri kheeche Teri aur Teri aur Tune toda mera dil bachi rehne ki jagah nahi Begunaah ko tune kyu jeene ki saza di Gam deke mere hisse ki tu khusiyan legayi Oh jaan meri mera kya kasoor toh batati Duri rakhi thi teri yaadein kyu satati Chahat thi meri, mai samjha na kya tu chahati Dedeta khushi se jo jaan bhi tu mangti Phir mila mujhe dhoka kyu maine karri wafa thi Kaafi dino se tu soyi nahi Mujhe bhi pata hai mujhe yaad Karke tu bhi kaafi royi thi (Ha Ha Ha) Zyada badla nahi kuch Tere baad tere sath Tera khaas Mere sath bacha koi nahi Haa main manta main Galat tha Jo tha mann Chaha raha kiya Acha insaan Bure waqt me Guzara kiya Tune toh chord diya Dil tod k main Aawara hogaya tha Mujhe Kalam ne sahara diya Parwaah nahi maut Aani hogi Aaegi (Aaegi) Baby maut se main Darta nahi (Nahi) Mar chuke hai jazbaat mere tere liye Kambakkht shareer mera marta nahi (Marta Nahi) Tere bin jeena hai tere liye jiya hai (Whoo ho) Tere bin jeena hai tere liye jiya hai (Tereliye) Tere bin jeena bhi (Bhiii) Tanhai sa lage (Na Na Na) Tere bin jeena hai tere liye jiya hai (Jeena hai) Tere bin jeena hai tere liye jiya hai (Jeeya Hai) Tere bin jeena bhi Dil bhi jaane ki kya hua hai