Kishore Kumar Hits

Talhah Yunus - Woh Banda Nai şarkı sözleri

Sanatçı: Talhah Yunus

albüm: Woh Banda Nai


Nai nai nai nai mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Anti-social, you can't reach me on my phone
King of my city, I just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nai milne waala rap se?
Who made the boy go and get it on his own?
Yeah
Flow so sick, need a sick leave
Never let the fight pick me
Bohot hard bohot deep, ye Karachi baat-cheet
Tu Karachi aa sahi, Tu Karachi ka nai
Tere jaise bohoto ko toh Karachi khaa gyi
Tu Karachi ko Twitter pe aake baaji na dei
Tu koi Hazi Mastan ya phir DK Rao nai
Mera record dekh, I'm not to fuck around with
Joote ragad ke
Khada idhar mein, chado nai sar pe
Bolbachan warr gye,
Gaane pe gaana, recording par jaana
Maa intezaar kare ghr pe
Gawaah ye galiyaan, naake aur sadke
Mardo ke matter main bolte nhi ladke
Mard e mujahid ye kafan hai sar pe
Me diss kese karta unhe?
Wo mujhe sun ke hi diss karna seekhe hen
Me kese dikhaun ab neecha?
Unko jo pehle se hi mere neechy hen
Lekin abhi bhi jo karen mujhe doubt
Ke mein agle gaany me mein shayd hard ni aunga
Aunga me aunga, maut jesa aunga
Class me bithaunga, sabaq sikhaunga
Jo seekhe mene zindagi se abb takk
Dil se bary khwaab, khwaabon se bary faisle
Meri zaat se bara mere maqsad
Likhi sirf asliyat, usi ka to Faiz
Ke Ghalib hue sarhad ke uss taraf takk
Bak bak lagi rehti har waqt
Yahan wahan chik chik
Gossips, disses, shots, misses
Unity nae larky banty hen bitches
Nai nai nai nai mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Anti-social, you can't reach me on my phone
King of my city, I just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nai milne waala rap se?
Who made the boy go and get it on his own?
Yeah
Ye zindagi juwa he, mene jala dye pattay wo taash ke
Mard e mujhahid, ye sarken gawah hen beshak meri kalaa ko baant de
Bars ye chamaat se, pair inke kaampte
In aankhon me jhank bay, lafzon me jaan dekh
Khaali maidan the
Jab se me aaya hun, ban ke toofan, chal qalam kamaan dekh
Karachi mere khoon me
Apny hue halaak the
Hum raabty me raat se
Ghum me bhi hum saath the
Sheher se mere bhaagty
Hum nae ameer baap ke
Torrunga tere daant me
Nae dary hawalaat se
Parchay se pehle shaat
Yahan ke maloom mujhay raastay
Ye gaany jalne walon ke charhy huy dimaagh pe
Lingo hamari chaapty
Parengy tujhe raaptay
Rhyme schemes ye hard dekh
Science nae mizaaj dekh
Nae hota qabu, me tera zameer hu
Kabhi Iqbal me, kabhi me Meer hu
Kabhi me Ghalib aur kabhi me street hu
Ayena karle muaayena, me jese wo tasaaweer hu
Kabhi me murshid aur kabhi me peer hu
Kabhi me aalim, me dil ka ameer hu
Banto me ilm, Urdu ka Rakim hu
Khoon e jigar, Hip-Hop hi mera ghar
Tu he kidhar? Kyun phire dar badar?
Mary U-turn, uski topi iske sar
Mere gaany sunna baad me pehle jaky padh
Taaky aaye kuch samajh
Tu bhi zamanay se ladh
Aagay badh, mat akar
Tu bhasad me na parh
Underground leke aya mainstream
Jokhay on the beat
Nange pair shuru kya ye safar
Nai nai nai nai mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Anti-social, you can't reach me on my phone
King of my city, I just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nai milne waala rap se?
Who made the boy go and get it on his own?
Yeah

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar