Kishore Kumar Hits

Farida Khanum - Phool Barsata Hua şarkı sözleri

Sanatçı: Farida Khanum

albüm: Malika E Ghazal - Farida Khanum


Phool barsaata hua, abr-e-bahaar aaye
Phool barsaata hua, abr-e-bahaar aaye
Aur aise mein mera sir ho kharaam aaye
Phool barsaata hua, abr-e-bahaar aaye
Zulf badmast ghataaon ki tarah awaara
Zulf badmast ghataaon ki tarah awaara
Mujhse uljhi to gayi khwaab-e-pareeshaa aaye
Aur aise mein mera sir ho kharaam aaye
Phool barsaata hua, abr-e-bahaar aaye
Phool barsaata hua, abr-e-bahaar aaye
Doston na saho kah lo jo tumhein kahna hai
Doston na saho kah lo jo tumhein kahna hai
Isse pahle ke mera raqsh-e-nigaar aaye
Isse pahle ke mera raqsh-e-nigaar aaye
Aur aise mein mera sir ho kharaam aaye
Phool barsaata hua, abr-e-bahaar aaye
Phool barsaata hua.
Bazm mein yun vo fasad-ishwao andaaz aaya
Bazm mein yun vo fasad-ishwao andaaz aaya
Jaise mouzoo-e-ghazal, aap ghazal-khwaah aaye
Jaise mouzoo-e-ghazal, aap ghazal-khwaah aaye
Aur aise mein mera sir ho kharaam aaye
Phool barsaata hua abr-e-bahaar aaye
Phool barsaata hua.
Maine us ghaarat-e-imaan se muhabaat ki hai
Maine us ghaarat-e-imaan se muhabaat ki hai
Dekh kar yaad jise yoos-e-fiqan aaye
Dekh kar yaad jise yoos-e-fiqan aaye
Aur aise mein mera sir ho kharaam aaye
Phool barsaata hua abr-e-bahaar aaye
Phool barsaata hua...

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar