Sab bhaago bhaago Sab bhaago bhaago bhaago us se door Sab bhaago bhaago Sab bhaago bhaago bhaago us se door Zindagi bhar seekha dukh nahi sukh chahye hamain Door kardo un logon ko jo dete hain gham tumhe Chahay woh doobain hon daldal mein Ya unki zindagi mein saharay ki zarurat ho Chahay woh doobay hon ghaflat mein Ya unki zindagi mein koi na ho Sab bhaago bhaago Sab bhaago bhaago, bhaago us se door Dunya ka hai dastoor Sab bhaago us se door jo hai mayoos Sab bhaago bhaago Sab bhaago bhaago, bhaago us se door Aur woh bhool jatay hain rasta Na koi hota hai madad ke liye khara Isi shehar ki kisi sarak pe Woh apne gham ki zanjeer ko ghaseet ta ja raha Yeh muskurana bhi ek sabak hai phir bhi tu, nadaan hai khara Chahay woh doobain hon daldal mein Ya unki zindagi mein saharay ki zarurat ho Chahay woh doobay hon ghaflat mein Ya unki zindagi mein koi na ho Sab bhaago bhaago Sab bhaago bhaago, bhaago us se door Dunya ka hai dastoor Sab bhaago us se door jo hai mayoos Sab bhaago bhaago Sab bhaago bhaago, bhaago us se door Dunya ka hai dastoor Sab bhaago us se door jo hai mayoos