Kahin mein khirkhi tu nahi Ya phir sofa hon koe Kahin mein table tu nahi Ya phir moza hon koe Han nangay asman pay mein Tanha koe badal tu nahi Kahin mein pagal tu nahi Kahin mein pagal tu nahi Kahin mein pagal tu nahi Sehra kisi ki rait mein Mein bhatka hua koe zarra tu nahi Kahin mein tharra tu nahi Aur kahon mein tumhain sirf yehi Nahi nahi nahi Kyun keh nahi mein khabi khabi sahi Sahi sahi sahi Aur sab lafzon kay peechay Sab deewaron kay neechay Bus wohi wohi wohi Mujhay kuch yaad tu nahi Kahin yeh khwab tu nahi Kahin mein hon bhe ya nahi Han taptay asmaan mein Din mein koe chimkadar tu nahi Kahin mein khaphar tu nahi Ya phir papaar hon koe Gili kisi deewar pay Phisalti hui mein makri tu nahi Kahin mein larki tu nahi Aur kahon mein tumhain sirf yehi Nahi nahi nahi Kyun keh nahi mein khabi khabi sahi Sahi sahi sahi Aur sab lafzon kay peechay Sab deewaron kay neechay Bus wohi wohi wohi Mujhay kuch yaad tu nahi Kahin yeh khwab tu nahi Kahin mein hon bhe ya nahi Aur mein koe sofa tu nahi Jo mein lagta hon sahi Kisi konay mei kahin Aur na mein moza hon koe Jo mein rul jaon kahin Kisi kay kadmon mein kahin Han nangay asman pay mein Tanha koe badaal tu nahi Kahin mein pagal tu nahi