Teray shehr ki gallion main hai Sochta hoon meri jaan Ye kia se kia hogaya Main hijrat ki baahon mai teray liay Ye shair ke khwaab ko kia hogaya Ye kia se kia hogaya Teray aashiq hain azalon se soe nahi Teray haakim hain sab kuch par insaan nahi Iss parcham ke saae talay Ham sab kuch par aik nahi Umeed hain jaagain gae wohi jawaan Jo tujh pe marnay se dartay nahi Ab ye bilkul bhi mushkil nahi Apnay par zulmat ke raaj ko dekh Main kab tak yoohin chup rahoon Ab ye bilkul bhi mumkin nahi Teray aashiq hain azalon se soe nahi Teray haakim hain sab kuch par insaan nahi Iss parcham ke saae talay Ham sab kuch par aik nahi Mera dil teray shehr ki galion main gum Meri manzil ki rah teri mitti main hai Teray aashiq hain azalon se soe nahi Teray haakim hain sab kuch par insaan nahi Main kion chup rahoon? Kia kuch na kahoon? Haqiqat ka taaluq andheron se kion? Ni re gaaaa re saaaaa