Mera dost pareshan hai Keh kia ajeeb si yeh sham hai Parinday bhe heran hain Bainsain bhe pareshan hain Shehar bazahir tu abaad hai Par uska dil aik bayabaan hai Uss mein rodain bhe weeran hain Aur sarkain bhe sunsan hain Aur tanha mera yaar hai Yeh akela pareshan hai Uss ka na koe samaan hai Bus uskay haath mein guitar hai Mera dost pareshan hai Keh kia ajeeb si sham hai Parinday bhe heran hain Bhainsain bhe pareshan hain Keh kia ajeeb si ajeeb si ajeeb si yeh sham hai Mera dost pareshan hai Keh kia ajeeb si yeh baat hai Keh lab pay sab kay mera naam hai Par apnay app say sab anjaan hain Aur ashraful jo makhlokaat hain Woh tu ban chukay hewaan hain Bus hawas ka aik tofaan hai Woh keh raha hai keh insaan hai Toofaan mein aik ankh hai Uss mein tanha mera yaar hai Darinday bhe heraan hain Keh kia ajeeb sa jawaan hai Mera dost pareshan hai Keh kia ajeeb si sham hai Parinday bhe heran hain Bhainsain bhe pareshan hain Keh kia ajeeb si ajeeb si ajeeb si yeh sham hai Meray dost tu bewakoof hai Kyu keh jo tujh ko matloob hai Woh na jawab hai na saroor hai Balkay woh tujh mein pehlay say maujood hai Aur kitna tu nadaan hai Tu tu anwain pareshaan hai Aur tu tu mera yaar hai Baki duniya sab baikaar hai Mera dost pareshan hai Keh kia ajeeb si sham hai Parinday bhe heran hain Bhainsain bhe pareshan hain Keh kia ajeeb si ajeeb si ajeeb si yeh sham hai Keh kia ajeeb si ajeeb si ajeeb si yeh sham hai