Hua hun mein bekeraar Kabhi na socha tha Na karna tha phir se pyaar Thi meri iltija Hui chahat aur dil faraar Yehi tou rona tha Kiya phir se bezubaan Kardi hai inteha Hua ilhaam Dil par lagaam nahi rakh sakta hun mein Hua ehsaas Yeh jazbat mein zinda rehta mein Be emaan Khud se hua phisalta rehta mein Yeh pyaar Jaisay sharaab ka chaska lagta hai Pyaar bhi kya nasha hai Yeh kaisa nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Kaisa yeh nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Yeh kaisa nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Kaisa yeh nasha hai Meray dil mein tha Araam Par ab hai chin gaya Saray ghum Se tha juda Ab phir hun jur para Ishq ka yeh silsala Sar pe hai gir para Is Ulfat ki waja Se bhoola raasta Hua ilhaam Dil par lagaam nahi rakh sakta hun mein Hua ehsaas Yeh jazbat mein zinda rehta mein Be emaan Khud se hua phisalta rehta mein Yeh pyaar Jaisay sharaab ka chaska lagta hai Pyaar bhi kya nasha hai Yeh kaisa nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Kaisa yeh nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Yeh kaisa nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Kaisa yeh nasha hai Akelay tanha rehta hun mein sahi Dil chahay dard jo bhoolna nahi Jab saweray us chand ki mehsoos hoye kami Nahi chutti yeh aadat meri Akelay tanha rehta hun mein sahi Dil chahay dard jo bhoolna nahi Jab saweray us chand ki mehsoos hoye kami Nahi chutti yeh aadat meri Pyaar bhi kya nasha hai Yeh kaisa nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Kaisa yeh nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Yeh kaisa nasha hai Pyaar bhi kya nasha hai Kaisa yeh nasha hai