Duur se, duur se aye nazar Paas se, paas se hojaye ojhal Surmayi shaamon mein Tez baarishon mein Raat ki tanhayi mein Sapnon ki gehrayi mein Shehar ki khamoshion mein Samundar ki tareekion mein Behta mein jaaon Tere geet gaaon Mur ke na dekhun Urta hee jaaon Sapna nahi hay Kya sapna yahi hay Dil tha mera Par ab apna nahi hay Dil tha mera Par ab apna nahi hay Saansein thi meri Hue wo bhi teri Duur se, duur se aye nazar Paas se, paas se hojaye ojhal Surmayi aankhon mein Khwaabon ke daaman mein Titlion ke shor mein Jangalon ki aurh mein Kaliyon ke bazaar mein Rangon ki bahaar mein Behta mein jaaun Tere geet gaaon Mur ke na dekhun Urta hee jaaon Sapna nahi hay Kia sapna yahi hay Dil tha mera Par ab apna nahi hay Dil tha mera Par ab apna nahi hay Saansein thi meri Hue wo bhi teri Duur se, duur se aye nazar Paas se, paas se hojaye ojhal Duur se, duur se aye nazar Paas se, paas se hojaye ojhal Duur se, duur se aye nazar Paas se, paas se hojaye ojhal