Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega Hum to samjhe thay zaḳhm hai bhar jaega Kya ḳhabar thi dariya hai utar jaega Woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai Woh jhonka hai jo aaega guzar jaega Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega Jaane wale ko jane du kehtay hain sayane loag Hum anjaan thay barson se nadaan thay Hum se bhi eik khatha huwi kahani ko sab samjhay Hum bhi hairaan hain, imtehan-i-ishq thi Hum ne bus tamana ki eik baar un se ghuftugu ho Yeh jurm bhi humein zindagi bhar tarpaye ga Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega Hum to samjhe thay zaḳhm bhar jaega Kya ḳhabar thi dariya hai utar jaega Woh hawaon ki tarah urtha phirtā hai Woh jhonka hai jo aaega guzar jaega Woh to ḳhushbū hai hawaon mein bikhar jaega Masala phuul ka hai ke phuul kidhar jaega