Apni dhun mein chalti woh jalti thi Dekhnay mein alag thi woh ek thi Badal barastay thay jub woh roti aanso bahati Us ki nazar jo padi to bana hai mera fasana Us ki hansi mein jo baatein hain chupi Keh daiti hain sub he ko ye kinara hai paas koi Main aur wo ek he awaaz thay Woh aur main ek he pukaar thay Roshni mein jaltay hain jaise sur wo us kay Gaati hai jaisay wo toota howa khwaab koi Raastay anjanon pay woh chalti hai Kho jaati dua jub koi Kaash aasmaanon mein woh rung dikh jatay bikhar aatay Jin rangon ko saja ker woh khel sakay