Saanse ruk jaati hain, shamein na dhal paati hain Neende bhi raat bhar aati nahi Kehte hain dil toote to, ye sab hone lagta hai Uthne lagta hai seene mein dard koi Magar tere jaane ke baad kuchh na hua Dil ko zara sa bhi asar na hua Jo bhi suna tha sach na hua Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Lagta tha mar jaunga, jaane kuchh to kar jaunga Duniya hairan hogi jab dekhegi haalat meri Bhookha pyaasa hi rahunga, na zara sa bhi hasunga Sochaa tha ro ro ke bhar dunga main jheelein sari Magar tere jaane ke baad kuchh na hua Dil ko zara sa bhi asar na hua Jo bhi suna tha sach na hua Tere jaane ke baad Tere jaane ke baad Chaaha tha jab tu chhode, dil is tarha se tode Ki phir kisi ke hathon ye jud na paye Aur chhoti si khwayish thi, barbaad ashikon ki Mehfil mein mera naam bhi liya jaaye Magar tere jaane ke baad kuchh na hua Dil ko zara sa bhi asar na hua Jo bhi suna tha sach na hua Tere Jaane ke baad Tere Jaane ke baad Tere Jaane ke baad