Khudse mai poochu mai kaha hu? Khudko mai kaise batau? Tere sang jo tha vo sab tha Ab tu nhi to mai kya hu? Lakh logo ke beech Door koi duniya Fir Dekh pau tujhe Ab dhoondo koi wajah Kaha hai tu? Dhoondhta hu tujhe yaadon ke jungle mein shikra ban Dhoondhta hu tujhe jaha pe gira the bikhra mann Dhoondhta hu tujhr muskaanon ke toote tinko mein Jisme tu hi sath, khoju us jhoothe din ko main Dhoondhta hu tukde main muskaan ke meri Dhoondhta hu hisse main pehchaan ke teri Sapna khawahishon ki khushiyon ka jo humne sajaya tha Taaron se kaash ka aasmaan humne banaya tha Teri yaad sambhaal ke azeez rakhi hai Meri kameezon mein teri bhi ik kameez rakhi hai Kameezon ne to chalo apas mein baahein daal rakhi hain Diary ne meri, teri mehek sambhaal rakhi hai Kaash ke har kaash ki keemaj jaanta kaash main Teri saanson mein ghol ke leta har saans main Mujhse karte hain sawaal mera badan aur yeh rooh Kaha chala gaya, Kaha hai tu?