Mera ye jeevan Tere hanthon mein Prabhu Saup diya hai maine poori tarah Tu he chalaayega, is jeevan ko mere Tujhpar he hai mera bharosa Mera ye jeevan Tere hanthon mein Prabhu Saup diya hai maine poori tarah Tu he chalaayega, is jeevan ko mere Tujhpar he hai mera bharosa Ab na himmat harunga Na he peeche mudunga Kyunki Tu mere saath hai khada Ab na himmat harunga Na he peeche mudunga Kyunki Tu mere saath hai khada Chahe mai ghor andhakaar ki taraai se chalu To bhi haani se nahi darunga Chahe mere paav gar kabhi fisal bhi jaaye to Prabhu Mere haath ko tu thaamega sada ♪ Adhlok ke faatak mujhpar kabhi na Prabal ho paayenge Adhlok ke faatak mujhpar kabhi na Prabal ho paayenge Adhlok ke faatak mujhpar kabhi na Prabal ho paayenge Adhlok ke faatak mujhpar kabhi na Prabal ho paayenge Ab na himmat harunga Na he peeche mudunga Kyunki Tu mere saath hai khada Ab na himmat harunga Na he peeche mudunga Kyunki Tu mere saath hai khada Chahe mai ghor andhakaar ki taraai se chalu To bhi haani se nahi darunga Chahe mere paav gar kabhi fisal bhi jaaye to Prabhu Mere haath ko tu thaamega sada Chahe mai ghor andhakaar ki taraai se chalu To bhi haani se nahi darunga (haa) Chahe mere paav gar kabhi fisal bhi jaaye to Prabhu Mere haath ko tu thaamega sada