Kaisa Pitaa ka Pyaar hai Napayi se hai yeh apaar Ik lauta beta dekar hai Mujh neech ka kiya uddhar Kitna bada woh dard tha Pita bhi jo muh pher liye Har ghaav jo Yeshu ne saha Laya santaan Mahima ke Dekho use jo kroos par Kaandhon par uske mera paap Laaj bhari meri awaaz Tiraskari dushton ke saath Jakde use tha, mera paap Jab tak haasil na huva uddar Meri jaan layi bujhti saans Mai janoon Kaam hua samapth Ghamand mera kuch bhi nahi Na taufe, bal, ya buddhi mein Garv karun sirf Yeshu ke Mrityu, punaruthaan mein Kyon paaon main uska inaam? Iska koi uttar nahi Par samajhe mere dilojaan Un gaavon ne chukaaya daam