Mujhko bhoola de tu Yaadein jala de tu Chubhta hai saanso mein Aur tu aankhon mein pani sa behta Aur kyun jaake bhi mujme tu rehta Mujhko bhoola de tu tu Jaane de yaara Jeene de yaara Jaane de yaara Kaise main kahun Kaisa yeh zehar hai Peena jo mujhe sham ho shehar hai Haal se mere tu yun bekhabar hai Kyun Beete lamhe bade bereham hai Sahe kaise koi tutte jo sitam hai Yaadein ye teri palkon pe nam hai Kyun Jaane de yaara Jeene de yaara Jaane de yaara Okay! Yaad aati jo teri Wo bass jakhmon ko jinda kare Aankhein batati hai teri Tu bas raaj chuninda kahe Main kaise karlu tera yakeen Main sambhla nahi ab tak Kiye vaar itne mera pyar Tere hathon na maraa jab tak Aur aansuo se bhari barishon mein Jo dil se likhe thhe khat Mera jhakham dekh Bhari aashiqo se teri mehfilon ka Sehma har sakhsh Hum thhe haare maahiya re Hum thhe hare Jaane de jaane de Jaane de jaane de Jaane de jaane de Kabhi kabhi uss aasman mein dekh ke sochta hu Kya rishta tha humara Tu chand si chamakti rahi Main aaj bhi toota taara Na fir waqt mila na hum mile na dastoor Bass mila toh tere sath hone ka fitoor Mujhse nahi dekha jaata yeh haal mera Ab bas mujhe jaane de yaara