Lal hain lal hain lal hain Rakht se yeh lal hain Lal hain lal hain lal hain Har manzar bus lal hain Koi phir kahi so gaya Apna kisi ka kho gaya Koi phir kahi so gaya Apna kisi ka kho gaya Aasu hai ghum hai Hain lahoo dekho yeh Kya ho gaya Hai Ranjishein Kis Baat Ki Sarhad Mazhab Ke Naam Ki Hathyar Hai Un Haatho Mein Honi Kalam Thi Kaam Ki Lal hain, lal hain, lal hain Rakht se yeh lal hain Lal hain, lal hain, lal hain Har manzar bus lal hain Lal Hain Lal Hain Nafrat Nahi Hai Lazmi Hai Kuch Agar Woh Pyaar Hai Naa Jee Sake Jo Saath Main Toh Zindagi Kis Kaam Ki Bus Ab Aur Nahi Dar Ka Koi Zhor Nahi Fateh Aman Ki Phir Hogi Kyunki Hum Kamzor Nahi Kyunki Hum Kamzor Nahi Kyunki Hum Kamzor Nahi Kyunki Hum Kamzor Nahi Kamzor nahi Kamzor nahi Vande mataram Vande mataram Vande mataram Vande mataram