Kishore Kumar Hits

Parvaaz - Ghaib şarkı sözleri

Sanatçı: Parvaaz

albüm: Baran


Be-shaakh jaan ye sochey hai kya
Gar tu sahi, to ghaib kya
Roye bayaan, tu be-waqt ka
Khoye khayal oho ho
Ye khauf kya, ye bair kya
Gar tu jaza, to maut kya
Israar jo, hai kaifiya
Khamosh kyun, oho ho
Be-shaakh jaan, mai sochon zara
Gar tu shariekh to ghair kya
Ye aib kya, ye ghaib kya, yahaan
Hijaab kyun, azaab kyun, bata
Maqaam kya,
Makaan kya,
Mazaar kyun, ye baargah
Baran

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar