Kishore Kumar Hits

Hardbone boy - 302020 şarkı sözleri

Sanatçı: Hardbone boy

albüm: 302020


Hardbone
Kyu tujhe lage ki sunuga
Teri mai har ek baar baat
Kyu mujhe lage ki
Dasega nahi tu sahi me saaf saap
Chumu ke jhumu ya lootu
Mai bandi ke peeche wo chalbaaz
Ruku ya chalu na maloom
Hai kisi jagah ka bhi rasta laad saab
Paisa banadeta bando ko andho sa
Loda milega fir sahara kandho ka
Chota mota game khel ye kancho ka
Gunha ka khulasa kaam to band hoga
Sach baat chahe mat maan
Tu ni bhagwan bhale
Balwaan
Chale badamaash kare dang aaj
Wobhi rang laal lage Lanka
Soch ke dekhna konnse bhes me
Konsa khed tha
Kon bikherta kon sametta
Dekhna kon lapetta bolta neta(kya)
Jhoot pe jhoot hai man kare
Dedu joot pe joot
Hai fun kare dekho loot ke khoobb
Ab dhan rakhe leke Sood pe sood
Gareeb ke pet pe laat ameer ki
Boli laga diye saale zameer ki
Jholi jala diye bhale Sharif ki
Likha naseeb me wo bhi naseeb ni
Sach baat chahe mat maan
Tuni bhagwan bhale
Dhanwan
Kare apmaan poora bhrammand
Bina shnaka mite bhram aaj
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu jaalega kabhi tu fasega
Kabhi tu karega wahi kaam
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu bachega nahi
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu jaalega kabhi tu fasega
Kabhi tu karega wahi kaam
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu marega lage haath 302020
Extern
Kabhi tu bachega lekin bachega
Tu har baar nahi
Samaj ko topi pehna ke be
Chalega Tera sansaar nahi
Jiska na pet bhara dekh
Zara karega prahar bhi
Kab tak hum rahenge shant ab
Beat pe karege maar peet
Bachega kab tak khatam hai waqt ab
Karo na bak bak neta natmastak
Paiso ka lakshan akhe hai bhand ab
Par meri hai laal
Hame na pata kya hota
Aaram
Jaipur se nikle 2 launde hai saath
302020
Mansarovar rakhna yaad
Extern x Hardbone complicated
Then barcode rakhna yaad
Is baat ko hum yaha jaege
Chap chod
Chahe sunle tu bar 4
Wo bhi sunne me hardcore
Kati ticket to Chand ko
Hum do kaafi la 500
Koi or ni ye daud zindagi ki
Ghar pe dega paise
Tab hi pyaar kuch ni free wree
Inki jali to mai uske ghee wee
Badi gati li firbhi thi seedhi
Inki soch hai kaafi dheeme
Ab baari hamari hai ye pink city
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu jaalega kabhi tu fasega
Kabhi tu karega wahi kaam
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu bachega nahi
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu jaalega kabhi tu fasega
Kabhi tu karega wahi kaam
Kabhi tu dasega kabhi tu bachega
Kabhi tu marega lage haath
Kabhi tu marega lage haath 302020

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar