Kishore Kumar Hits

PST - Anjaam şarkı sözleri

Sanatçı: PST

albüm: ZIKR


Meri subah meri shaam hai
Mere glass mai pada hua jaam hai tu
Aaja tujhe anjaam du
Meri poori hooi aarzu
Aankhein na tu ferr
Aise na tu dekh
Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel
Meri subah meri shaam hai
Mere glass mai pada hua jaam hai tu
Aaja tujhe anjaam du
Meri poori hooi aarzu
Aankhein na tu ferr
Aise na tu dekh
Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel
Teri aankhon ka hai khel
Kachi si diwar thi ye dil marhaba
Ispe ek hi naam mustaqil marhaba
Par ab mere bass ke baahar hai ye Dil marhaba
Hum nadaan the wo ulfat ya koi zid marhaba
Hun mai rishto ke na kabil awargi hai lazim
Par tu haare apna dil to meri jeet karde sabit
Aur na karna kuch hai haasil hai munasib tu
Mai baki hu na khud me phir bhi kamil hu hai mujh me zyada kaafi tu
Par waqt kare sitam be kasoor hai hum
Padi jo दरारें thi mazboot hai ab
Fursat me bhi rehte hum mashroof hai
Kasoor ye हयात ka masoom the majboor hai ab
Hasratien bejaan kya dua kare
Bass aadatan tabaah kare Jo haalat hai himaaqatien
Hi baaki na bachi haya ab khud se Hi dara kare
Tu hosh mera par ufsos hum nashe me hi raha kare
Sarphira sa ghoomne chla door
Aaj bhi nhi paaya tujhko bhool
Tujhko mai teri voh yaad
Teri voh baatein sb mere saath
Kesi hai kitaabe sab hai jhooth
Aaja ab tu wapis na tu rooth
Kesi dilkash kesi dua
Rehna hai bs ab tere hi saath
Meri subah meri shaam hai
Mere glass mai pada hua jaam hai tu
Aaja tujhe anjaam du
Meri poori hooi aarzu
Aankhein na tu ferr
Aise na tu dekh
Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel
Meri subah meri shaam hai
Mere glass mai pada hua jaam hai tu
Aaja tujhe anjaam du
Meri poori hooi aarzu
Aankhein na tu ferr
Aise na tu dekh
Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel
Dil bechara nasamajh samjhta samjhe ishq
Wo jaane na kya dard
Wo jaane bas hai zidd
Wo jaane bas ki palko me jo likha kaise padhna karta poori koshish
Wo seekh chuka hai girna
Wo Dhoonde har jagah ek saathi par na milta toh
Hum bhatke aur ab kahi na lagta mann Hai toh
Haan jaam ho tum aur usme paani kam hai
Haan sahi batau toh paani hum aur saqi bekhabar hai
Budhu dil awara wo na jaanta karna zikr
Hum jaante na batana
Hain tabhi dete likh kahi pe tik nahi
Saki nazar sahi se dekha hi nahi kisi ne
Shayad mai khud sa na bade dino se shayad
Mai lapata hoon saamne hokar inke
Shayad mai hoon mai nahi
Kho chuka hoon leh aur apni kuch khabar nahi
Meri subah meri shaam hai
Mere glass mai pada hua jaam hai tu
Aaja tujhe anjaam du
Meri poori hooi aarzu
Aankhein na tu ferr
Aise na tu dekh
Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel
Meri subah meri shaam hai
Mere glass mai pada hua jaam hai tu
Aaja tujhe anjaam du
Meri poori hooi aarzu
Aankhein na tu ferr
Aise na tu dekh
Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar