Apni saanson mein tu zapt karle mujhe Teri baahon mai zindagi bhar rahoon Tu samjh le nigaahon ki ye guftagu Mai zubaan se tujhe kuch kahoon na kahoon Tujhse hoke juda ek pal na rahoon Mujh mein aise samaah jaise jism me rooh Apni saanson mein tu zapt karle mujhe Teri baahon mai zindagi bhar rahoon Tu samjh le nigaahon ki ye guftagu Mai zubaan se tujhe kuch kahoon na kahoon Mai jahaa bhi rahoon Mai wahaa na rahoon Khud se khud ka pata puchta mein phiroon Khud se hun ajnabee meri pehchaan tu Teri maojudgi mere Dil ka sukoon Justuju tu meri mera haasil bhi tu Mujh mein aise samaah jaise jism me rooh Apni saanson mein tu zapt karle mujhe Teri baahon mai zindagi bhar rahoon Tu samjh le nigaahon ki ye guftagu Mai zubaan se tujhe kuch kahoon na kahoon Hai khayaalon mai tu sab se pehla khayaal Tere bin na kate mere din meri raat Saaya bhi chod kar mera jaaye agar Tu na jaana kabhi chod kar mera saath Bekhudi ki wajah hai qaraar bhi tu Mujh mein aise samaah jaise Apni saanson mein tu zapt karle mujhe Teri baahon mai zindagi bhar rahoon Tu samjh le nigaahon ki ye guftagu Mai zubaan se tujhe kuch kahoon na kahoon