Khoj jiski mere dil ko Sarfira mein ghoomu Raatein Andheri Bematlab ke main khwaab bunu Ye Prashn lekar Jane ja main kab tak dhoondhu Meri baatein khudhse Akela jo ye sapne dekhu Meri Aakhein Dhoonde tujhe Tera Ye saaya Pukare mujhe Lamha Jab ham bhi Milpaaye kabhi Raah use din ki Bechainiya ye khaaye mujhe Main bekasur kyu tu tadpaye mujhe Dil ke armaano se ladd na paungi main Mera wajood sehma sa ab keheta hai Tere fitoori lawz uljhaye mujhe Roz khal jayein mujhe Sawaal unsuljhe tere Bikhar na jayein hum Umeedo se dabe jale dil dono ke ab Zimiddari Padi bhaari Khudh ko jo Ulajha main Tede mede Raste ko Intezaar mein Aasmaan mein Bas maangi dua teri yaad se Andheri si Ye raato mein Bahe aasu jo Dikh na sake (Sun) Sun gaur se Na mil sake Jo nahi kismat Na paa sake Jo Teri meri Tedi medi Aashiqui Jo Meri kabhi Tere se na Bann saki Jo Harr pal Hai tu Dhoondti Woh Yehi baitha Main door nahi Rooth ke Jahaan se Khoj meri Imaan se Ye gumshuda Jo kho chuka Na aaye Farmaan se Main bekasur kyu tu tadpaye mujhe Dil ke armaano se ladd na paungi main Mera wajood sehma sa ab keheta hai Tere fitoori lawz uljhaye mujhe Roz khal jayein mujhe Sawaal unsuljhe tere Bikhar na jayein hum Umeedo se dabe jale dil dono ke ab Hu Kaun Main (kaun main) Hai Kaun Tu (kaun tu) Hu Kaun Main (kaun main) Hai Kaun Tu (kaun tu)