Kishore Kumar Hits

Hafiz Abu Bakar - Sach Hai Aisa Karke Dikhana şarkı sözleri

Sanatçı: Hafiz Abu Bakar

albüm: Ghum Gusaar Aagaya, Vol. 16


Sach ha aisa Kar k dikhaana, mushkil Kya na mumkin ha,
Pathar se Kalima padhwaana, mushkil Kya na mumkin ha,
Shaahe Madina ki marzi par Rab ki marzi ha maukoof,
Wo roothe to Rab ka manaana, mushkil Kya na mumkin ha,
Khoon e Suhaaba se hi loogo Deen ka gulshan taaza ha,
Unke jaisa Kar k dikhaana, mushkil Kya na mumkin ha,
Sidra par Jibraeel thehar Kar Aaqa se ye kehte hein,
Iss se aage mera jaana, mushkil Kya na mumkin ha,
Sach ha aisa Kar k dikhaana, mushkil Kya na mumkin ha,
Pathar se Kalima padhwaana, mushkil Kya na mumkin ha...

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar