Kishore Kumar Hits

Başkal - Karadeniz şarkı sözleri

Sanatçı: Başkal

albüm: Senin İçin


Kuch shor macha Awaaz utha Jo josh dikha
Ho bepanaah
Abb soch badal kay
Kuch kar dikha
Jo bann jayey
Azaad khayaal
Har azam tera
Kar de dhamaal
Har amal tera
Ho bemisaal
Kuch shor macha
Awaaz utha
Kuch shor macha
AWAAZ UTHA!
Kuch shor macha, awaaz utha
Aah dekhein zara
Jo tere mann mein hain sapnay
Aah jeelein zara
Teri hai zameen, tera aasmaan
Yeh unn sitaron se, aagay tera
Jahaan
Chaho to
Saaton aasmaan, hoon manzil
Ke nishaan
Hoon to
Teri rahoon pe hoon, kaaron ka
Karwaan
Hai tujh mein damm to qadam
Utha
Yehqadam utha
Manzil hai tu qadam aur
Raasta
Hai yeh raasta
Jo guzre kal woh bhool ja
Badlein ta rang yeh aasmaan
Mera hai yaqeen, mera hai
Imaan
Tere hathon mein ho, kya yeh
Saara jahaan
To aaj iss mor pay aah kharay
Huway
Nah koi raasta nah manzil
Aaye nazar tumhay
Aqal hairaan hai aur soch
Parayshaan hai
Khauf hai dil mein aur
Gumsum zubaan hai
To shor macha aur qadam
Barha
Apna sar fakhar se utha Buland kar apnay woh khayaal
Pooch le woh sabb sawaal
Cheer de Khauf-o-Raas ke woh
Parday
Apni misaal khud banah
Chor de mayoosee ke woh
Raastay
Apna bhojh khud utha
Dikha, dikha ke to kisi se kamm
Nahin
Teri soch, teri himmat, teri dil
Mein koi gham nahin
Aaj hai andhair to kal hai ujaal
Sayah-e-Khuda-e-Zul-Jalaal
Paak sarzameen ka nizaam
Quwwat-e-Uhuwwat-e-Awaam
Chaho to
Saaton aasmaan, hoon manzil
Ke nishaan
Hoon to
Teri rahoon pe hoon, kaaron ka
Karwaan
Yeh karwaan

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar