Qismat men meri chain se jeena likh de Ḍoobe naa kabhi mera safeena likh de Jannat bhi gawaarah hai magar mere liye Ay kaatib-e-taqdeer madeena likh de Taajdaar-e haram ho nigaah-e karam Taajdaar-e haram ho nigaah-e karam Ham ghareebon ke din bhi sanwar jaaen ge Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan Aap ke dar se khaali agar jaaenge Taajdaar-e haram Taajdaar-e haram Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Aap ke dar pe faryaad laaye hain ham Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham Aap ka naam le le ke mar jaaenge Taajdaar-e-haram Taajdaar-e-haram Kya tumse kahoon ay 'arab ke kunwar Um jaante ho man ki batiyaan Dar furqat-e to ay ummi-laqab Kaaṭe nah kaṭe hain ab ratiyaan Tori preet mein sudh-budh sab bisri Kab tak yih rahegi be-khabari Gaahe ba-figan duzdeedah nazar Kabhi sun bhi to lo hamri batiyaan Aap ke dar se koyi na khaali gaya Aap ke dar se koyi na khaali gaya Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya O. Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya Ho habeeb-e hazeen Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar Warna auraaq-e hasti bikhar jaaenge.Taajdar-e haram Taajdar-e haram Mai-kasho aao aao madeene chalein Madeene chalen, Madeene chalen, Madeene chalen Mai-kasho aao aao madeene chalen Madeene chalen, Madeene chalen, Madeene chalen Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen Aao madeene chalen Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein Namaaz-e ishq karen ge ada madeene mein Ba-raah-e raast hai raah-e khuda madeene mein Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen Mai-kasho aao aao madeene chalen Dast-e saaqi-yi kausar se peene chalen Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar Uṭh gayi ik nazar Jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge Wuh nazar jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham Aap hi gar na lenge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge (Aap hi gar na len ge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge Taajdar-e haram Taajdar-e haram) Ya Mustafa ya Mujtaba irham lana irham lana Dast-e hamah be-chaara ra, Daamaan tu-hi, daamaan to-hi Man 'aasi-yam man 'aajiz-am man Be-kas-am haal-e mara Pursaan to-yi pursaan to-yi Ay mushk-bed 'ambar-fishaan Paik-e naseem-e subh-dam Ay chaarah-gar 'eesa-nafas Ay moonis-e beemaar-e gham Ay qaasid-e farkhundah pah Tujh ko usi gul ki qasam In nalti ya reeh as-saba Yauman ila ard il-haram Balligh salaami raudatan Feeh an-nabi yul-mohtaram Taajdaar-e haram Ho nigaah-e karam Ham gharibon ke din bhi sanwar jaaen ge Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan Aap ke dar se khaali agar jaaen ge Taajdaar-e haram.