Naazaan ho kaise nah haram Jis ne dekha tha 'ali Saare hi jahaanon ne kaha Waliyon ka tu hi wali Jaane tu raaz-i kaainaat Tu jaane har baat Hai maula tu 'ali maula Man kunto maula Man kunto maula Man kunto maula Man kunto maula fa-haaza 'ali-yun maula Fa-haaza 'ali-yun maula Man kunto maula Man kunto maula Tu hai ke jis ko nabi ka gharaanah mila Noor-i khuda se munawwar thikaanah mila Maula ne maula kaha gawaahi mili Kaisa zindah tujhe zamaanah mila Yahaan bhi wahaan bhi Jo bhi hai haidari bole ya 'ali Sab ka hai yaqeen Dil jo dhaṛke to naa'rah lage ya 'ali Man kunto maula Maula Maula Maula Man kunto maula Maula Maula Maula Maula Man kunto maula Man kunto maula Husn-i haqq waaqif-i asraar-i jali yaad, yaad aaya Markaz-i faqr do 'aalam ka wali yaad aaya Jab kabhi maah-i rajab sahn-i haram se guzra Jab kabhi maah-i rajab sahn-i haram se guzra Muskaraate hue kaa'be ko 'ali yaad aaya Man kunto maula Maula Maula Man kunto maula Maula Man kunto maula Maula Man kunto maula Man kunto maula fa-haaza 'ali-yun maula Fa-haaza 'ali-yun maula Man kunto maula Man kunto maula Maula ali maula Maula ali maula Maula ali maula Naula ali maula Maula ali maula Maula ali maula Maula ali maula Maula ali maula Maula ali maula Maula ali maula Khusrau nijaam ud-din ke dar par Khusrau nijaam Khusrau nijaam ud-din ke Khusrau nijaam ud-din ke dar par Gaaen qaul qalbaanah re Gaaen qaul qalbaanah re Gaaen qaul qalbaanah re Man kunto maula Maula