Hamein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein Hamein itna tanha na karo ke ji na paayein Koi dil ka qaraar jaane na Koi mann ki yeh baat bataaye na Koi aankhon hi aankhon mein keh de yeh baat Ho ho Chal chalein uss paar, jahaan koi na ho Sab khushiyaan hon paas, sitam na ho Aur sitaaron se karte rahein hum baat. Kya yehi hai khataa pyaar maine kiya Ab yun na sataa o mere piya Tu hi mera dildaar tu dil ka qaraar Nahin iss baat se mujhe koi inkaar Kabhi kabhi tum yaad aatey ho toh dil bhar aaye Yeh kaisa hai khumaar jo kum na ho aur barhta jaaye Hooo ho... Dekha hai har mausam teri aankhon mein Beeta hai har lamha teri saanson mein Yeh saansein toh teri amaanat hain Ho ho Kuchh ajab hai yeh haal mere seene mein Haan par sur hai aur taal mere jeevan mein Bas issi jeevan se hai mujhe thoda pyaar Teri aahat hai sarsaraahat hai Kucch aur nahi yeh chaahat hai Nainon se nainon ko tak ke phir Tumhein aankhein churaane ki aadat hai Hamein itna pyaar (itna pyaaaaar) na karo ke hum mar jaayein Ke hum mar jaayein Hamein itna tanha na karo ke ji na paayein (ke ji na paayein) Hooo hooooooo Hamein itna pyaar (itna pyaar) na karo ke hum mar jaayein Ke hum mar jaayein