Humein itna pyaar Na karo ke hum mar jaaye Humein itna tanha Na karo ke jee na paaye Ke jee na paaye Koi dil ka qaraar jaane na Koi mann ki yeh baat bataye na Koi aankhon hi aankhon mein Kehde yeh baat Chal chale uss paas Jahaan koi na ho Sab khushiyaan ho Paas sitam na ho Aur sitaaron se karte Rahein ham baat Kya yahin hai khata Pyar maine kiya Ab yuhn sataaon o mere piya Tu hi mera dil dar tu dil ka qaraar Nahin is baat se mujhe koi inkaar Kabhi kabhi tum yaad aate ho To dil bhar aaye Yeh kaisa hai puhaar Jo kam na ho aur badhta jaaye Dekha hai har mausam Teri aankhon mein Beeta hai har lamha Teri saanson mein Yeh hai saansein to Teri amaanat hai Kuchh ajab hai yeh haal Mere seene mein Haan hai aur taal Mere jeevan mein Bass isi jeevan se hai Mujhe thoda pyar Teri aahat hai sarsarahat hai Kuchh aur sahi yeh chahat hain Nainon se nainon ko tak ke dil Tumhein aankhein churane ki aadat hain Humain itna pyaar Na karo ke hum mar jaaye Humain itna tanha Na karo ke jee na paaye Humain itna pyaar Na karo ke hum mar jaaye Humain itna tanha Na karo ke jee na paaye.