Vishwayuddha doosra Japani fauj se muqabla Shahadat yaadgaar badluram ki Itihaas Gava jo misaal bani Jo ki aaj bhi sipahiyon ki beech Ye sangeet amar Indian army Regiment of Assam ki marching Pe bhare josh Sainikon pe dekho bemisaal chaapchod Dilchaspya katha Ek shaqs javaan Bharatiya seema Aur mitti ki raksha Nakshe pe dushman ka aagragraman Akraman vilamb kis baat ki ab Daaga nishana bandook-e-farz Kartavya nibhana Veergati seene se apne Maut ko bhi haskar apnana Praan gaavaya shaan se Bharat maata ki maan pe aach na ane di Kahiye sayyog ya galti se Quarter master ke list men naam nahi Ration jo mili marne par bhi Supply line cut sankat men sabhi Nirnaayak saabit yudh men hui Badluram ka Badan Zameen ka neeche Hai par Hume uska ration milta Sabash hallelujah Par hume uska ration milta hai Daastan - E - Hangpan dada ki Bachpan se shararati, janme Chote Gaon men Arunachal Satanbey chayanit sena men Havildar pahuche Kashmir Intelligence mili ki ghuspaithiye Aatankvadi, chetra naugam men Margirane ki saugandh le Feet tera hazaar uchai Nikal pade chadne men mahir Pahad, goliyon ki bouchaar ke beech Dushamano ka bhagne ka rasta seal Pahunchne men najdeek mili kamayabi Mutbhed chali kuch der aisi Aakhri ghadi tak ko teen ko maar giraya Khoon se lath path hangpan dada ki jaan ja chuki thi Balidan pe unke fakra humey Parviaar ki ankhen nam hui thi Tasveer-e-veerta ko pramanit Ashoka chakra se wo sammanit Shat shat Naman amar sapoot ko Jinke bache gaaye geet jo Badluram ka Badan Zameen ka neeche Hai par Hume uska ration milta Sabash hallelujah Par hume uska ration milta hai