Mai raha doob abhi Madad hai door kahi Hai paani fefdo me Kekdo se jooj rahe Me gaya kood Woh peeche kood gayi Aage jo hua hai wo Zyada kuch mashoor nahi Chal ab paas aa Thoda bohot, thoda bohot, thoda bohot Thodi mulakaat, mulakaat, mulakaat Thodi khurafat, khurafat, khurafat Thoda chal ab paas, chal ab paas, chal ab paas Ek se das me wo bees Saanso me bass cheez Hai wo aisi jo aankhein namm kare Ek se das me wo Ek se das me wo 100 jale kitne (yeah!) Jo chale 100 jane mudne (100) Kya kare 100 khade ghutne (kya) Tekne ko raazi par aakhir me Chutiya hi chunna hai, shauk bhi hain kitne (bohot) Maa baap bole fauji hain kitne (whoa) Kya kare aur bhi hai dil me (ooh) Kehne ko kaafi par aakhir me chutiya hi Dhyaan se komal ye rui si bas Khaal me ghusti hui sui ye lafz Tume jo bolu gar chube to chhodun par Chahiye bhi tumhe hai Louis hi bas Mai lu hi nas kaat Kharcho pe kharche nahi itni aukat Kabhi wo ghule na kabhi jo khule na Aisi na maarne degi wo gaath Ye jo rone lagi peeche tere aaj Pata chala kal gayi kaat Tujhe lage bala teri tall gayi Pata chala kal kahi dekha usse Aur koi saath teri jal gayi jhaat Ye chhal nahi jaag Kar mehnat aur baccha kuch nahi Ye nahi tu kal nayi taak Ab tujhpe bas tu hai aur sarki jue Tha baaki jo wakayi wo kar gayi paar (Hook) Mai raha doob abhi Madad hai door kahi Hai paani fefdo me Kekdo se jooj rahe Me gaya kood Woh peeche kood gayi Aage jo hua hai wo Zyada kuch mashoor nahi Chal ab paas aa Thoda bohot, thoda bohot, thoda bohot Thodi mulakaat, mulakaat, mulakaat Thodi khurafat, khurafat, khurafat Thoda chal ab paas, chal ab paas, chal ab paas Ek se das me wo bees Saanso me bass cheez Hai wo aisi jo aankhein namm kare Ek se das me wo Ek se das me wo Jaan! Vo hume jaante nahi hai Ha mere dost jaante hai mujhko Tere dost jaante hai tujhko Par vo hume jaante nahi hai Unhe andaaza nahi hai Akela tera saath kitna ghul mil Mai jata khul mai jata Tere liye dhun bajata tha Ab vo baat kisi cheez me nahi hai Dekha sab kuch– paisa, shauhrat Show people show ho vo ya Hoe jo sab kuch de sake Channd ghanto ki hai khushi ye Mai fir kal parso tak hunga vaisa hi Shaant, saath me hai tanhaai Par shukra hai Tujhse koi gila shikwa nahi Agar the zindagi me na aati To is cheez me dohraae nahi Ki mai doob jata Vo pyaar tha ehsaan nahi Vo ghar tha makaan nahi Vo saans thi hawa nahi Na dil hai dimag nai Bas ek heer thi, vo paas nahi Ab vaapsi ki aas nahi Mai doob jaunga