Khamoshiyan aawaaz hai Lafzon mein bas inkaar hai Lafzon ne chuna Lafzon ne buna Jo bhi humne kaha Jo bhi humne suna Na humein ran hain Na tumhein hai pata Jaane hoga kahaan Lafzon se khata Lafzon mein ravaan Kuchh kahin ansuna Lafzon mein bayaan Kuchh kahin ankahaa Dil pe jaane kahaan Ghaav koi laga Lafz hi de gaye Lafzon ko dawa Khamoshiyan aawaaz hai Lafzon mein bas inkaar hai Khamoshiyan aawaaz hai Lafzon mein bas inkaar hai Raaz hain saikadon Lafzon ke dher mein Maayane hon zuda Lafzon ki bheed mein Lafz laate kabhi Aise bhi mod pe Sab chale jaate hain Jab hamein chhod ke Lafz hi lafz mein Baat ban jaati hai Lafz hi lafz mein Baat tthan jaati hai Kuchh bhi socha nahin Lafzon mein beh gaye Kehna tha kuchh hamein Aur kuchh keh gaye Khamoshiyan aawaaz hai Lafzon mein bas inkaar hai.