Kishore Kumar Hits

Zeher - Sultan Mirza şarkı sözleri

Sanatçı: Zeher

albüm: Tamasha


Rehta mein khush tum jalo mat
Ye mehnat ka kaam tum sado mat
Hai karne ka baat toh seedha milo
Pith piche baat bhi karo mat
Aaj kal ke dekhte paise
Nai dekhte ye mehnat
Kisika bhala nai sochte tum
Bhale ki baat bhi karo mat
Karo Mat Ab bhale ki baat tum
Jab pada tha mein dard mein thi saath dhun
Bhara tha ye Dil bhi ab khoon se
Ab bachi sirf dhul jaise kabul
Toh dikha mujhe Zeher mein ne piya ghunt
Dum ghuta pehle mein ne seh liya dukh
Bolne ka maan na tha reh liya chup
Aaya Likhne ka daur siyahi behti yahan khoob
Ab likhe Mein ne har samay, falsfe
Chanchal hai maan, toh phir chal pade dhadkane
Anginat archane, sangeen sangatein
Galtiyan bakshi Ab bansi hi maan bhare
Jab baat ho zuban toh hinsa
Shabdon ko tokiyo (Tokyo) na ginza
Kala ki hai Jung toh mein sultan
Mehfil-e-aam mein toh mirza
Rehta mein khush tum jalo mat
Ye mehnat ka kaam tum sado mat
Hai karne ka baat toh seedha milo
Pith piche baat bhi karo mat
Aaj kal ke dekhte paise
Nai dekhte ye mehnat
Kisika bhala nai sochte tum
Bhale ki baat bhi karo mat
Jalo mat, Paise ye Jali hai
Dekhu mein aaj Kal har jagah ghalib hai
Likhna ye chahre par Ghalib nabaleek hai
Gaano ki baat toh Ghalib ke waleed hai
Ab jaan ki hai baazi Khela jaan ke ye dau
Bina sahe dhoop nahi milti hai chau
Dubte ko tinka ab bachi nai nau
Ab Sunke kahani Teri Rani'Ki'Wow
God damn
I feel like I'm back to my bullshit
Mein nahi inn kaafiron ka murshid
Vision hai ye durbeen
Hoti mujhe pushti, ye gaane dete mukti
Ab beitha mein khush tum maro mat
Ye mehnat ka kaam tum sado mat
Piya jo gam ka piyala utaregi monica
Banke tum holika mujhse ab Jalo Mat
Rehta mein khush tum jalo mat
Ye mehnat ka kaam tum sado mat
Hai karne ka baat toh seedha milo
Pith piche baat bhi karo mat
Aaj kal ke dekhte paise
Nai dekhte ye mehnat
Kisika bhala nai sochte tum
Bhale ki baat bhi karo mat

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar