Kishore Kumar Hits

Amjad Baltistani - Jaanam Fida E Haideri şarkı sözleri

Sanatçı: Amjad Baltistani

albüm: Jaanam Fida E Haideri


(Music
Yaa Ali, Yaa Ali
Yaa Ali, Yaa Ali
Duayein deyga koi cheekh cheekh kar ek Din,
Khilaaf-e-Deen nahin hai Ali Ali kehna
Wo apni Maa ki shikayat karega mehshar mai,
Ke usne kyun na sikhaya Ali Ali kehna (Ali Ali kehna
Jaanam Fida E Haideri
Yaa Ali, Ali Ali
Jaanam Fida E Haideri
Yaa Ali, Ali Ali
Hai Mohammad mera dil to seena Ali
Mere jeene ka waahid qareena Ali
Deen-E-Islam ka hai Nageena Ali
Haq ki manzil ka pehla hai Zeena Ali
Dasht mai abr ka pehla Qatra Ali
Mera Murshad bhi, Aaqa bhi Maula Ali
Ali, maula Ali
Har suu Sadae Haideri
Yaa Ali, Ali Ali
Jaanam Fida E Haideri
Yaa Ali, Ali Ali
Jaanam Fida E Haideri
Yaa Ali, Ali Ali
Subha se shaam tak, har paher har ghadi
Lab pe apne rahey nara-e-haideri
Yaani khaibar shikan, yaani mushkil kusha
Baad-e-Yazdan ke hai dusra aasra
Main musibat mai ab kyun pareshaan rahun
Gham ke maaro ka hai tu sahara Ali
Ali, maula Ali
Ramze bakae Hashmi
Yaa Ali, Ali Ali
Jaanam Fida E Haideri
Yaa Ali, Ali Ali
Jaanam Fida E Haideri
Yaa Ali, Ali Ali

Поcмотреть все песни артиста

Sanatçının diğer albümleri

Benzer Sanatçılar